Wo sharab k katre katre se is kadar muhbbat karta hai..
Diwano ki fenki botlo ko bhi salike se sja k rkhta hai...
Mujhe n thi khwahish ki mai sukun se mroo..
Ab jab khuda ne meri nhi suni to shikayat kisse kroo?
Mai teri nazro ka kajal na hota gr tu meri daulat-e-muhbbat na hoti....
Na tu bahati aansuwo mai mujhe na mai teri bebak shikayto mai hota..
Teri nazro ki masti or meri befikri kya khoob julm kar gyi..
Wo duniyawale jo khuda se isaki shikayat kr gye..
Fakiro ki basti me jaljala ho gya...
Kahte hai khuda ne kisi fakir ko beinteha daulat bakhsh di..
Uska harek bahana bhi sach_sach lagta hai,
jaalim har bahana jo muskura k kahta hai...!!!
Kambakht duniya bdi jalim hai dosto,
Muskuratein huye logo se na jane kya dushmni hai iski...!!!
Uski bewfaayi ka har bahana manjoor hai mujhe,
Muhbbat mai uska rona mujhse dekha nhi jata..!!!
Uska khyal bhi bda kamal ka hai,
Jab bhi aata hai muskura leta hoo..!!!
bhale hi duniya ki nazro me mai sirf pagal tha dosto,
khooshi is baat ki thi ki uski najaro me mai pagal bhi tha or diwana bhi...!!!
uski har baat me aaj mai hoo,
dosti k mayno ne hume bemisal kr diya...!!!
Meri dooaayein khuda koobul kese n krta,
Bdi muddat se use yaar jo bnaya tha maine...!!!
Mai nhi janta wo mujhe kis simt dubayega,
Dariya me kooda hoo kasm-e-wafaa kha kar...!!!
Wo khoobsoorat bhi hai jalim bhi hai,
Kahta hai pyar kro mujhse magar kuchh faslaa bhi rkha kro...!!!

0 comments:
Post a Comment
अरे वाह! हुजुर,आपको अभी-अभी याद किया था आप यहाँ पधारें धन्य भाग हमारे।अब यहाँ अपने कुछ शब्दों को ठोक-पीठ के ही जाईयेगा मुझे आपके शब्दों का इन्तेजार है...